Namaz Ka Tariqa Videos

free


not available



NAMAAZ KA TAREEQAFARZ NAMAAZEIN:•2 RAKAAT FARZ (FAJAR)1 st RAKAAT✔Pehlay niyyat karien : (innee waj...

Read more

NAMAAZ KA TAREEQAFARZ NAMAAZEIN:•2 RAKAAT FARZ (FAJAR)1 st RAKAAT✔Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu…….)2 rakaat namaaz FARZ FAJAR kiada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf ✔Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlayaur………)✔Phir SANA padhein (Subhaana kal’laa hum’ma………………………… jad’duka wa laae laaha ghai-ruk)✔Uskay baad TA’AWUZ(A'oozu bil laahi minash shaitaan nir rajeem) aurTASMIYAH(Bismil’laah hir rahmaan nir raheem) padhein✔Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khadayhojaaye)2 nd RAKAAT✔Pehlay TASMIYA padhay✔Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein✔Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhirmein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)•4 RAKAAT FARZ (ZOHAR / ASAR / ISHAAN)1 st RAKAAT✔Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu…….)4 rakaat namaaz FARZ ZOHAR kiada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf ✔Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlayaur………)✔Phir SANA padhein✔Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein✔Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khadayhojaaye)2 nd RAKAAT✔Pehlay TASMIYA padhay✔Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein✔Uskay baad TASHAHUD padhay aur (phir teesri rakaat kay liye khadayhojaaye)3 rd RAKAAT✔Uskay baad TASMIYAH padhein✔Phir sirf SURE FATIHA padhay✔Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir chouthi 4 th rakaat kay liyekhaday hojaaye)4 th RAKAAT✔Pehlay TASMIYA padhay✔Phir sirf SURE FATIHA padhay✔Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein✔Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhirmein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)•3 RAKAAT FARZ (MAGHRIB)1 ST RAKAAT✔Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu..)3 rakaat namaaz FARZ MAGHRIB kiada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuhmera kaaba shareef ki taraf ✔Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlayaur………)✔Phir SANA padhein✔Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein✔Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khadayhojaaye)2 nd RAKAAT✔Pehlay TASMIYA padhay✔Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SUREFEEL/SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein✔Uskay baad TASHAHUD padhay aur (phir teesri rakaat kay liye khadayhojaaye)3 rd RAKAAT✔Uskay baad TASMIYAH padhein✔Phir sirf SURE FATIHA padhay✔Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein✔Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhirmein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)SUNNAT NAMAAZEIN•4 RAKAAT SUNNAT (ZOHAR / ASAR / ISHAAN SAY PEHLAY KI)1 st RAKAAT✔Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu.) 4 rakaat namaaz SUNNAT ZOHAR kiada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuhmera kaaba shareef ki taraf ✔Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlayaur)✔Phir SANA padhein✔Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein✔Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khadayhojaaye)Salat Ka Tareeqa Sunni/Brailvi/Hanfi Further you can discuss with Ulma Karam.